Tere Mere Darmiyan Lyrics | Khesari Lal Yadav

Tere Mere Darmiyan Lyrics | Khesari Lal Yadav

Kuch toh hai baki
Tere mere darmiyan
Warna na dil pareshan hota

Kash hum bhi hotein
Tum ho jaha wahan
Phir kuch alag sa
Ye jahan hota

Kuch toh hai baki
Tere mere darmiyan
Warna na dil pareshan hota

Kash hum bhi hotein
Tum ho jaha wahan
Phir kuch alag sa
Ye jaha hota

Meri manzilein maqsood tu
Ab aa bhi jaa mere rubaru

Kuch toh hai baki
Tere mere darmiyan
Warna na dil pareshan hota

Kaise bhula doon main
Saanson ki oh khusboo
Jiski talaab dil ko
Hai aaz bhi

Kyun aisa lagta hai
Tanha si raaton mein
Mujh bin tadapti hai
Aksar tu bhi

Kaise bhula doon main
Saanson ki oh khusboo
Jiski talaab dil ko
Hai aaj bhi

Kyun aisa lagta hai
Tanha si raaton mein
Mujh bin tadapti hai
Aksar tu bhi

Mujhe dhundti teri nazar
Mujhme hai tu shaam o saher

Kuch toh hai baki
Tere mere darmiyan
Warna na dil pareshan hota

Kash hum bhi hotein
Tum ho jaha wahan
Warna na dil pareshan hota.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *