Toota Taara Lyrics | Stebin Ben

Toota Taara Lyrics | Stebin Ben

Khwahish poori karta hain
Khatm yeh doori karta hain
Kehte hain sab toota taara
Kaam zaroori karta hain

Marham deke door kare yeh
Dard bhi chhodega

Par toota taara khud toota hain
Dil kya jodega
Par toota taara phir toota hain
Dil kya jodega

Reh na saka jab tere bin
Toote taare ko ek din

Reh na saka jab tere bin
Toote taare ko ek din
Dil ke kehne mein aakhir
Maine dua bheji lekin

Laut ke woh aayi
Poori na ho paayi
Sab kehte the yeh na
Kisi ko khali modega

Par toota taara khud toota hain
Dil kya jodega
Par toota taara khud toota hain
Dil kya jodega

Taareya ve taareya
Sab kuch haareya taareya
Taareya ve taareya
Sab kuch haareya taareya.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *