Aaj Hai Do October Ka Din, Aaj Ka Din Hai Bada Mahan, Aaj Ke Din Do Phool Kihle Lyrics | Parivar | Lata Mangeshkar | Kalyanji Anandji

Aaj Hai Do October Ka Din, Aaj Ka Din Hai Bada Mahan, Aaj Ke Din Do Phool Kihle Lyrics | Parivar | Lata Mangeshkar | Kalyanji Anandji

Aaj hai do october ka din aaj ka din hai bada mahan
Aaj ke din phul khile hai jinse mahka hindustan

Nam ek ka bapu gadhi or ek lal bahadur hai
Ek ka nara aman desh ek ka jai jawan jai kisan
Jai jawan jai kisan bapu jisne manwata ka
Dunia ko sandesh diya bagdor bharat ki sambhali
Nehru ko adesh diya lal bahadur jisne hamko
Gaurw se jina sikhlaya sach pucho to geeta ka
Adhyaya usine dohraya jai jawan jai kisan jai jawan jai kisan

Vishwa shanti ke hit me dekho surviro ne kiye hai tyag
Ek ka nara aman desh me jai jawan jai kisan
Jai jawan jai kisan mere munne do october ke
Subh din hi tu janma meri yahi dua hai ki
Un jaisa hi tu bane or un jaisa na ban apye
To fir itna karna kam se kam unke batalaye
Raste pe hi tu chalna jai jawan jai kisan jai jawan jai kisan

Tumpe dunia naj karegi tu hai un veero ki shan
Ek ka nara aman desh me jai jawan jai kisan
Jai jawan jai kisan aaj hai do october ka din
Aaj ka din hai bada mahan aaj ke din phul khile hai
Jinse mahka hindustan jai jawan jai kisan jai jawan jai kisan

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *