Mandir Mein Aao Mohan Lyrics | Shyam Bhajan Sangrah | Priyanka Vashishta

Mandir mein aao mohan darshan ko bhid hai

Sevakiya bulave pyaara thari hi udik hai

Dhire dhire chalana hamein dega darshan baba
Aata hi hoga wo pahan kesariya baga

Deewane tere naam ke tumse umeined hai
Deewane tere naam ke tumse umeined hai
Sevakiya bulave pyaara thari hi udik hai
Mandir mein aao mohan darshan ko bhid hai
Sevakiya bulave pyaara thari hi udik hai

Tu pyaara tera naam bhi pyaara sabko tera sahara
Bich bhanwar meinin jo bhi dole usako paar utara

Vish bhi amrut dhar hai jinko tumse preet hai
Vish bhi amrut dhar hai jinko tumse preet hai
Sevakiya bulave pyaara thari hi udik hai
Mandir mein aao mohan darshan ko bhid hai
Sevakiya bulave pyaara thari hi udik hai

Aakash nila hai nila ghoda llile ki asavari
Haath meinin pyaari morchadi hira jadi katari

Kya gajab singar hai hum sab murid hai
Kya gajab singar hai hum sab murid hai
Sevakiya bulave pyaara thari hi udik hai
Mandir mein aao mohan darshan ko bhid hai
Sevakiya bulave pyaara thari hi udik hai

Sudama garib ke sajjan ye geet hai

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *