Maya Tumhari Ram Lyrics | Prem Bhakti Mukti | Lata Mangeshkar

Maya Tumhari Ram Lyrics | Prem Bhakti Mukti | Lata Mangeshkar

Maya tumhari ram ram jeev bhi tumhara
Maya tumhari ram ram jeev bhi tumhara
Maya jeev dono ko hi ram ka sahara
Maya jeev dono ko hi ram ka sahara

Ram ki vibha se jaise maya satya bhage
Ram ki vibha se jaise maya satya bhage
Jeev jaane kya hai maya ram ki krupa se
Ram ki krupa se
Maya jeev dono ka hi dhaam ram dwara
Maya jeev dono ka hi dhaam ram dwara

Maya ne khilayi daali jeev phool maali
Maya ne khilayi daali jeev phool maali
Maya ne sajai thali jeev jyoti wali
Jeev jyoti wali
Ram ne ujala kiya surya chandra taara
Maya tumhari ram ram jeev bhi tumhara
Maya tumhari ram ram jeev bhi tumhara.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *