Bin Tumhare Lyrics | Yeh Rishta Kya Kehlata Hai

Bin Tumhare Lyrics | Yeh Rishta Kya Kehlata Hai

Pyar hai tujhpe aa raha
Paas aa ab na door jaa

Sun zara mujhko tham le
Dil mera bas mein na raha

Khwahishon ko naye
Jaise par mil gaye
Pyaar ka aasaman chhu liya
Sath rehna mere umr bhar ke liye
Mujh se hona na ik pal juda

Bin tumhare jee na paye
Mangte hai yeh dua yahin
Rishta hai yeh bas pyar ka

Bin tumhare jee na paye
Mangte hai yeh dua yahin
Rishta hai yeh bas pyar ka

Zindagi mein nahi
Ab koi bhi kami
Tum mile
Sab mujhe mil gaya

Har khushi lab pe haan
Muskurane lagi
Rasta ishq ka mil gaya

Ik pal kat-ta nahi
Sach kahoon tere bina
Sab adhoora saa lage
Raat din tere bina
Aa paas aa

Bin tumhare jee na paye
Mangte hai dua yahin
Rishta hai yeh bas pyar ka

Bin tumhare jee na paye
Mangte hai dua yahin
Rishta hai yeh bas pyar ka.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *