Insaan Tha Pehle Bandar Lyrics | Son Of India | Shanti Mathur | Naushad

Insaan Tha Pehle Bandar Lyrics | Son Of India | Shanti Mathur | Naushad

Kahte the ustad hamare
Naam tha jinka mchhandar
Insan tha pahle bandar
Insan tha pahle bandar
Insan tha pahle bandar
Insan tha pahle bandar
Lambi dum wale the sare
Apni pavo ke andar
Insan tha pahle bandar
Insan tha pahle bandar

Na koi jhon tha na koi abdul na koi tha gopal
Sabki surat ek jiasi thi
Ek thi sabki chal
Ek thi sabki chal
Nage phirte the jangal
Me banke mast kalandar
Insan tha pahle bandar
Insan tha pahle bandar
Kahte the ustad hamare
Naam tha jinka mchhandar
Insan tha pahle bandar
Insan tha pahle bandar

Kam kiya ye pahla humne ban gaye jab insan
Miti ke do char gharo me
Bant diye bhagwan
Bant diye bhagwan
Kisi ne bola uncha gir ja
Kisi ne mast smandar
Insan tha pahle bandar
Insan tha pahle bandar
Lambi dum wale the sare
Apni pavo ke andar
Insan tha pahle bandar
Insan tha pahle bandar
Kahte the ustad hamare
Naam tha jinka mchhandar
Insan tha pahle bandar
Insan tha pahle bandar

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *