Ye Zulf Kaisi Hain Lyrics | Piya Ka Ghar | Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi | Laxmikant Pyarelal

Ye Zulf Kaisi Hain Lyrics | Piya Ka Ghar | Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi | Laxmikant Pyarelal

Ye julf kaisi hain
Janjir jaisi hain
Ye julf kaisi hain
Janjir jaisi hain
Wo kaisi hogi
Jis ki tasawir ayesi hain
Ye ankh kaisi hai
Hay tir jaisi hain
Ye ankh kaisi hai
Hay tir jaisi hain
Wo kaisa hoga
Jis ki tasawir ayesi hain
Ye julf kaisi hain
Janjir jaisi hain
Wo kaisi hogi
Jis ki tasawir ayesi hain
Wo kaisa hoga
Jis ki tasawir ayesi hain

Tum to muze pasand ho
Kya main tumhe pasand hun
Kya tum rajamand ho
Main to rajamand hun
Bolo chup kyu ho
Main tum se kya bolu
Takadir kaisi hain
Main tum se kya bolu
Takadir kaisi hain
Wo kaisa hoga
Jis ki tasawir ayesi hain
Ye julf kaisi hain
Janjir jaisi hain
Wo kaisi hogi
Jis ki tasawir ayesi hain

Ghunghat nikal ke piya
Baithhungi main to aj se
Dekho na is tarah muze
Mar jaungi main laj se
Ye khwab kaisa hain
Tabir kaisi hain
Ye khwab kaisa hain
Tabir kaisi hain
Wo kaisi hogi
Jis ki tasawir ayesi hain
Ye ankh kaisi hai
Hay tir jaisi hain
Wo kaisa hoga
Jis ki tasawir ayesi hain
Wo kaisi hogi
Jis ki tasawir ayesi hain

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *