Saanson Ko Lyrics | Zid | Arijit Singh | Sharib Toshi

Saanson Ko Lyrics | Zid | Arijit Singh | Sharib Toshi

Saanso ko jeene ka ishaara mil gaya
Duba main tujhme to kinara mil gaya
Saanso ko jeene ka ishara mil gaya
Zindagi ka pata dobara mil gaya
Tu mila to khuda ka sahaara mil gaya
Tu mila to khuda ka sahaara mil gaya
Gumzada gumzada dil ye tha gumzada
Bin tere
Bin tere
Dil ye tha gumzada

Aaram de tu mujhe
Barso ka hu main thaka
Palko pe raate liye tere vaaste main jaga
Aaram de tu mujhe
Barso ka hu main thaka
Palko pe raate liye tere vaaste main jaga
Mere har dard ki gehraai ko mehsus karta hai tu
Teri aankho se gham tera mujhe maalum hone laga
Tu mila to khuda ka sahaara mil gaya
Tu mila to khuda ka sahaara mil gaya

Main raaz tujhse kahu humraz ban ja zara
Karni hai kuch guftgu alfaaz ban ja zara
Main raaz tujhse kahu humraz ban ja zara
Karni hai kuch guftgu alfaaz ban ja zara
Juda jab se hua tere bina khamosh rehta hu main
Labon ke paas aa ab tu meri aavaaz ban ja zara
Tu mila to khuda ka sahara mil gaya
Tu mila to khuda ka sahara mil gaya
Gumzada gumzada dil ye tha gumzada
Bin tere
Bin tere
Dil ye tha gumzada

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *