Bharosa Kar Liya Jis Par Usi Ne Hamko Luta Hai Lyrics | Prabhat | Lata Mangeshkar | Madan Mohan

Bharosa Kar Liya Jis Par Usi Ne Hamko Luta Hai Lyrics | Prabhat | Lata Mangeshkar | Madan Mohan

Bharosa kar liya jis par
Bharosa kar liya jis par
Usi ne hamko luta hai
Usi ne hamko luta hai
Usi ne hamko luta hai
Kaha tak naam ginvaye
Kaha tak naam ginvaye sabhi ne humko luta hai
Sabhi ne humko luta hai sabhi ne humko luta hai

Kabhi badhkar humara rasta roka andhero ne
Kabhi badhkar humara rasta roka andhero ne
Kabhi manjil dikhakar
Kabhi manjil dikhakar
Roshni ne humko luta hai
Roshni ne humko luta hai
Kaha tak naam ginvaye sabhi ne humko luta hai
Sabhi ne humko luta hai

Jo lutte maut ke hatho to koi gam nahi hota
Jo lutte maut ke hatho to koi gam nahi hota
Sitam is baat ka hai
Sitam is baat ka hai
Jindgi ne humko luta hai
Jindgi ne humko luta hai
Kaha tak naam ginvaye sabhi ne humko luta hai
Sabhi ne humko luta hai

Humari bebasi muskura kar dekhne walo
Humari bebasi muskura kar dekhne walo
Tumhare sahar ki ho aa tumhare sahar ki
Ek ek gali ne humko luta hai har gali ne luta hai h
Bharosa kar liya jis par usi ne hamko luta hai
Usi ne hamko luta hai

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *