Khoya Rahu Tuzme Lyrics  | Battalion 609 | Vicky Ahuja, Shoaib Ibrahim | Javed Ali | Shailendra Sayanti

Khoya Rahu Tuzme Lyrics | Battalion 609 | Vicky Ahuja, Shoaib Ibrahim | Javed Ali | Shailendra Sayanti

Main kya kahoon aab tere
Khoya rahoon tujhme ye saara din
Raatein katoon aab toh main taare gin
Jeena lage aab kahin tere bin
Haye kya karoon ?
Ye dil tera kahe kya?
Mujhko bata main kya karoon?

Ajnabi, ajnabi si koi chaha hai
Makhmali, makhmali si koi aaha hai

Ajnabi, ajnabi si koi chaha hai
Makhmali, makhmali si koi aaha hai
Main ishq ke dariya mein bah gaya
Jo pahle tha aab na woh rah gaya

Teri parchaiyan khwab mein
Teri rahnaiyan rahon mein
Teri sahnaiyan aahon mein
Haye kya karoon ?
Ye dil tera kahe kya?
Mujhko bata main kya karoon?

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *