Dard bana har livash mera
Ab ghum ko odh ke sota hoon
Maayusiyon ke bistar pe
Khamosh hoke rota hoon
Sochta hoon sada
Maine pyaar kyun kiya?
Aitbaar kyun kiya?
Maine pyaar kyun kiya?
Maine pyaar kyun kiya?
5-6-7-Go!
Mere sisakne ki sadayein
Kaash hawa ye sun leti
Mere sisakne ki sadayein
Kaash hawa ye sun leti
Bechainiyon ke baago mein mere
Raat ki kaliyan bun deti
Ishq ki nakaami ko ab main
Sir pe leke dhoota hoon
Sochta hoon sada
Maine pyaar kyun kiya?
Aitbaar kyun kiya?
Maine pyaar kyun kiya?
Maine pyaar kyun kiya?

