Tum Hi Aana (Happy Version) Lyrics  | Marjaavaan | Rakul Preet Singh, Tara Sutaria | Jubin Nautiyal | Payal Dev

Tum Hi Aana (Happy Version) Lyrics | Marjaavaan | Rakul Preet Singh, Tara Sutaria | Jubin Nautiyal | Payal Dev

Bewajah tha safar
Tere bin humsafar
Lag raha hai tujhe dekh ke

Zindagi ki tarah
Tu hai pehla kadam
Hai tujhi mein meri manzile

Bahut aayi gayi yaadein
Magar is baar tum hi aana
Iraadein phir se jaane ke
Nahi laana tum hi aana

Likha hai kya naseebon mein
Mohobbat ke khuda jaane
Jo dil hadd se guzar jaaye
Kisi ki wo kahaan maane

Jahaan jaana nahi dil ko
Ise hai kyun wahi jaana
Bahut aayi gayi yaadein
Magar is baar tum hi aana

Marjaavaan….
Marjaavaan….

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *