kitna mitha hota hai kitna pyara Lyrics | Teen Batti Chaar Raasta | Lata Mangeshkar | Shivram Krishna

kitna mitha hota hai kitna pyara Lyrics | Teen Batti Chaar Raasta | Lata Mangeshkar | Shivram Krishna

Kitna mitha hota hai kitna pyara hota hai
Kisi ke pyar me kho jana kho jana
Kisi ka ho jana kisi ka ho jana
Kitna mitha hota hai kitna pyara hota hai
Kisi ke pyar me kho jana kho jana
Kisi ka ho jana kisi ka ho jana

Kya yahi hai vo ada jisme haya ka hai surur
Kya yahi hai vo nasha jisme hazaro dil hai chur
Kya yahi jo dil me rahkar bhi hai dil se dur dur
Kya iski jyot se faila mera naine noor
Kitna mitha hota hai kitna pyara hota hai
Kisi ke pyar me kho jana kho jana
Kisi ka ho jana kisi ka ho jana

Kya yahi hai vo nigah jispe fida andaj hai
Kya yahi hai vo sada jispar wafa ko naaz hai
Kya rasile geeto ka surila saaz hai
Kya duniya ki khushiyo ka ye suhana raaz hai
Kitna mitha hota hai kitna pyara hota hai
Kisi ke pyar me kho jana kho jana
Kisi ka ho jana kisi ka ho jana
Kitna mitha hota hai kitna pyara hota hai
Kisi ke pyar me kho jana kho jana
Kisi ka ho jana kisi ka ho jana

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *