Safar (Title) Lyrics  | Safar | Bhuvan Bam | Bhuvan Bam | Bhuvan Bam, Omkar Tamhan

Safar (Title) Lyrics | Safar | Bhuvan Bam | Bhuvan Bam | Bhuvan Bam, Omkar Tamhan

Safar…kaisa hai ye safar
Manzilon ki na hai koi khabar
Safar…kaisa hai ye safar
Manzilon ki na hai koi khabar

Raaston se meri gehri yaari ho gayi
Jo farz se bhara tha basta
Woh bhi khali ho gaya

Bura hai zamaana
Tu chal dagar na kar agar magar
Kaisa hai ye safar
Manzilon ki na hai koi khabar

Safar… kaisa hai ye safar
Manzilon ki na hai koi khabar
Safar…

Pairon ko baandhe bediyan
Bataaye sau kahaaniyan

Tu roshni tu rang hai
Tu ud rahi patang hai

Bana hai tu dhaa de gazab
Aazmaana hai ab iss zamane ka har paintra

Guzar… aisi raah se guzar
Jee uthe har ghadi har pehar

Safar… kaisa hai ye safar
Manzilon ki na hai koi khabar
Safar… kaisa hai ye safar
Manzilon ki na hai koi khabar

Safar…

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *