Door Lyrics  | 72 Hours: Martyr Who Never Died | Avinash Dhyani | Shaan | Sunjoy Bose

Door Lyrics | 72 Hours: Martyr Who Never Died | Avinash Dhyani | Shaan | Sunjoy Bose

Khaali hath hai mere
Aur hai chand lakire
Kisne likhi mujhe bata de takdeere…

Door mai khud se hua door
Dhundhla sa raasta
Doori hai meelo ki sapno se..

Kyu aankhon me chal raha
Hai khawab sa
Katra katra bikhra palkon se..

Sannato me bhi shor hai
Cheekhata raha har ek pahar
Jeete jee mai yun marta raha
Khaamoshi se shamo seher

Ho ho.. door mai khud se hua door
Dhundhla sa raasta
Doori hai meelo ki sapno se..

Kyu aankhon me chal raha
Hai khawab sa
Katra katra bikhra palkon se..

Door mai khud se hua door
Dhundhla sa raasta
Doori hai meelo ki sapno se..

Kyu aankhon me chal raha
Hai koi khawab sa
Katra katra bikhra palkon se..

Zinda hai jo mujhme
Meri chand ummide
Thaame hath tu mera
Le chal mujhko door

Ruh kehti hai mujhse
Hone de takleefe
Aankhon see utare boond chal ke

Chal gir ke bhi tu sambhal
Andhero se ab nikal
Jaana hai tujhko door tu chal ke…

Hoo… tu chal de
Tu… tu chal de
Tu..

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *