Yaara Lyrics  | Yaara | Mamta Sharma | Mamta Sharma | Bad-Ash

Yaara Lyrics | Yaara | Mamta Sharma | Mamta Sharma | Bad-Ash

Oo..

Main chahun tujhe kisi aur ko tu chahe yaara
Ab pyar nahi hoga humse phir dobara
Pyaar karun main yaar tujhe inna sara
Ek janam hai kya sau janam bhi hai tujhpe vaara

Har pal… har dua mein
Dua mein tujhe yaad karte hai
Sau sau baar karte hai
Mile har janam tu hi humko
Yahi fariyad karte hai

Jab sochu tujhe sochu, yahi kaam karte hai
Aaye jo tujhe hichki hum yaad karte hai
Tere door jaane se din raat darte hai
Tere door jaane se din raat darte hai

Main sochun tujhe kisi aur ko tu soche yaara
Ab pyar nahi hoga humse phir dobara
Pyaar tujhe karte hain hum inna sara
Ek janam hai kya sau janam bhi hai tujhpe vaara

Har pal… har dua mein
Dua mein tujhe yaad karte hai
Sau sau baar karte hai
Mile har janam tu hi humko
Yahi fariyad karte hain

Keh diya sab kuch par kuch to baki hai
Mujhko to teri ek nazar hi kafi hai
Jisme hai tu raazi usme hi main raazi
Jisme ho tu raazi usme hi main raazi

Main dekhun tujhe kisi aur ko tu dekhe yaara
Ab pyar nahi hoga humse phir dobara
Pyaar tujhe hum karte hain inna sara
Ek janam hai kya sau janam bhi hai tujhpe vaara

Har pal… har dua mein
Dua mein tujhe yaad karte hain
Sau sau baar karte hain
Mile har janam tu hi humko
Yahi fariyad karte hain

Dua mein tujhe yaad karte hai
Sau sau baar karte hai
Mile har janam tu hi humko
Yahi fariyad karte hai

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *