Yeh Hawaayein Sard Sard Lyrics | Nasihat | Asha Bhosle, Suresh Wadkar | Kalyanji Anandji

Yeh Hawaayein Sard Sard Lyrics | Nasihat | Asha Bhosle, Suresh Wadkar | Kalyanji Anandji

Ye hawaye sard sard hai ye hawaye sard sard hai
Hai dilo me garmiya fir itni duriya kyun
Fir itni duriya kyun do dilo ke darmiya
Ye hawaye sard sard hai ye hawaye sard sard hai

Kal thi shola aaj hai shabnam ye kaisa andaaz hai
Ye kaisa andaaz hai mausam jaise rang badalna
Aakhir ye kya raaz hai aakhir ye kya raaz hai
Patthar ko mom karde patthar ko mom karde
Mohabbat ki narmiya
Ye hawaye sard sard hai ye hawaye sard sard hai
Hai dilo me garmiya fir itni duriya kyun
Do dilo ke darmiya ye hawaye sard sard hai

Aate jaate yu takrana kuch to baat zarur hai
Kuch to baat zarur hai koi na samjhe koi na jaane
Dil ko kya manzur hai dil ko kya manzur hai
Kya jaane kab shuru ho kya jaane kab shuru ho
Ye dilo ki daasta
Ye hawaye sard sard hai ye hawaye sard sard hai
Hai dilo me garmiya fir itni duriya kyun
Do dilo ke darmiya ye hawaye sard sard hai
Ye hawaye sard sard hai

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *