Hai Kya Shararat Lyrics | Jung Aur Aman | Mohammed Rafi | G S Kohli

Hai Kya Shararat Lyrics | Jung Aur Aman | Mohammed Rafi | G S Kohli

Hai kya shararat kya ada hai
Tauba re ye shararat kurban is ada ke
Bemaut mar dala jalim ne muskurake
Haye kurban meri jaan mar gaye re mar gaye haye
Tauba re ye shararat kurban is ada ke
Bemaut mar dala jalim ne muskurake
Haye kurban meri jan mar gaye re mar gaye haye
Tauba re ye shararat

Halka halka dard jaga kar mere dil me pyar ke
Kabhi palat ke hal na pucha haye dile bimar ka
Haye re ye bachapan mathe pe kyu hai shikan
Kya bat hai janeman tauba re ye shararat
Kurban is ada ke
Bemaut mar dala jalim ne muskurake
Haye kurban meri jan mar gaye re mar gaye haye
Tauba re ye shararat

Bat bat par aise hasna bat bat par ruthna
Pyar tumhare dil me bhi hai khuda bulaye jhuth na
Dil tod ke yu na ja sun bhi le o dilruba
Meri hai kya iltiza jalim ne mar dala
Tauba re ye shararat kurban is ada ke
Bemaut mar dala jalim ne muskurake
Haye kurban meri jan mar gaye re mar gaye haye
Tauba re ye shararat

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *