Pyaar
Ishk aur mohabbat
Pyaar
Ishk aur mohabbat
Jo bhi inaka naam le
Pehle dil ko thaam le
Naam lene se hi kayaamat ho jaati hai
Pyaar
Ishk aur mohabbat
Pyaar
Ishk aur mohabbat
Jo bhi inaka naam le
Pehle dil ko thaam le
Naam lene se hi kayaamat ho jaati hai
Pyaar
Ishk aur mohabbat
Pyaar
Ishk aur mohabbat
Hamko bhi rog yeh lag jaaye agar
Aisa ho toh ho kya,aisa kyun ho magar
Jisane bhi ye dil diya
Jisne bhi yeh gam liya
Kuchh naa puchho usaki baate
Lambi lambi kaali raate
Usaki aankhon se nind rukhsat ho jaati hai
Pyaar
Ishk aur mohabbat
Pyaar
Ishk aur mohabbat
Iss jaga ham mile phul dil me khile
Kya khabar
Kya pata ham me tum me ho kya
Baato baato me kabhi
Aankho aakho me kabhi
Chaar din ki dosti me
Ek jara si dillagi me
Bas kisi ek din sharaarat ho jaati hai
Pyaar
Ishk aur mohabbat
Pyaar
Ishk aur mohabbat
Jo bhi inaka naam le
Pehle dil ko thaam le
Naam lene se hi kayaamat ho jaati hai
Pyaar
Ishk aur mohabbat
Pyaar
Ishk aur mohabbat

