Bahut kat chuka hai safar hole hole
Bahut kat chuka hai safar hole hole
Bujhi ja rahi hai najar hole hole
Jo baki bachi hai umar zidagi ki
Jo baki bachi hai umar zidgai ki
Kar legi tey wo dager hole hole
Bahut kat chuka hai safar hole hole
Bujhi ja rahi hai najar hole hole
Bhula na sakenge khuda na kabhi hum
Karm aapke or sitam is jahan ke
Zami pe bhi rahne ke kabil nahi the
Magar khawab dege hasi aasma ke
Hasi aasma ke
Udar chad nikla idar aap aaye
Udar chad nikla idar aap aaye
Zudayi ki hogi sahar hole hole
Sahar hole hole
Bahut kat chuka hai safar hole hole
Bujhi ja rahi hai najar hole hole
Kate jo bhi pal aapse door rahke
Wo pal zidagi pe sitam the kahar the
Yha aapke sang gujre jo lamhe
Wo lamhe to khusbu me dube sahar the
Dube sahar the
Mite aapki hi ibadat ye ja
Mite aapki hi ibadat ye ja
Duaa layi itna asar hole hole
Asar hole hole
Bahut kat chuka hai safar hole hole
Bujhi ja rhi hai najar hole hole
Jo baki bachi hai umar zidagi ki
Jo baki bachi hai umar zidgai ki
Kar legi tey wo dager hole hole
Bahut kat chuka hai safar hole hole
Bujhi ja rahi hai najar hole hole

