Kuch Iss Tarah Lyrics  | 1921 | Karan Kundra, Zareen Khan | Arnab Dutta | Harish Sagane

Kuch Iss Tarah Lyrics | 1921 | Karan Kundra, Zareen Khan | Arnab Dutta | Harish Sagane

Kuch iss tarah
Kuch iss tarah
Ae raat tham zara
Kuch iss tarah

Kuch is tarah
Kuch is tarah
Ae raat tham zara
Kuch is tarah

Do jism se ek jaan mein
Dhal jaaye hum zara
Kuch is tarah

Yeh jo chand ik lakeer sa hai aasman par
Yunhi aankh mein meri reh chamakta raat bhar

Ae baadalon zara si tum se ilteja hai yeh
Fana na ho umeed ke sitaare doob kar

Kuch iss tarah
Kuch iss tarah
Ae raat tham zara
Kuch iss tarah

Do jism se ek jaan mein
Dhal jaaye hum zaraa
Kuch is tarah

Alvida humko kahein
Muskura ke maut bhi
Thodi si saansein chupa le
Seene mein kahi

Jee le aa ikk raat mein
Umr bhar ki zindagi
Koi bhi pal reh na jaaye
Jeene mein kahin

Kuch iss tarah
Kuch iss tarah
Ae raat tham zaraa
Kuch iss tarah

Do jism se ek jaan mein
Dhal jaaye hum zaraa
Kuch iss tarah

Rooh ki parwaaz pe hai parindey ishq ke
Humko chahat ki nazar se dekh aasmaan
Aankh mein jo ashq hai
Chand ko bhi rashk hai
Likh rahe hain pyar ki hum aisi daastan

Kuch iss tarah
Kuch iss tarah
Ae raat tham zaraa
Kuch iss tarah

Do jism se ek jaan mein
Dhal jaye hum zaraa
Kuch iss tarah

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *