Ek Mulaqat Lyrics  | Sonali Cable | Ali Fazal, Anupam Kher, Raghav Juyal, Rhea Chakraborty, Smita Jaykar | Jubin Nautiyal | Amjad-Nadeem

Ek Mulaqat Lyrics | Sonali Cable | Ali Fazal, Anupam Kher, Raghav Juyal, Rhea Chakraborty, Smita Jaykar | Jubin Nautiyal | Amjad-Nadeem

Ek mulaqat ho
Tu mere paas ho

Ek mulaqat ho, tu mere paas ho
Jeene ki wajah tum bano, tum bano
Ban ke tu rahbar, mujhko mila hai
Tu mil gaya main muqammal hua

Rahbar is an Urdu word
Which means guide or who shows the way
Here you can understand its meaning “Life Partner”

Ek mulaqat zaroori
Hai zaroori jine ke liye
Haan mulaqat zaroori
Hai zaroori zindagi ke liye

Main tujhe chum lu, chahat si hoti hai
Paas tu jo rahe, rahat si hoti hai (2x)

Chal pyaar ki nayi shuruaat ho
Kuch na kahe par, saari baat ho
Ban ke tu rahbar, mujhko mila hai
Tu mil gaya main muqammal huaa

Ek mulaqat zaroori, hai zaroori
Jeene ke liye
Haan mulaqat zaroori, hai zaroori
Zindagi ke liye

Har pal dil mein adhurapan sa hai
Bhatke tanha, banjara jeevan hai (2x)

Main hu kya, bas ek aadha aasmaan
Naa rakh paaun fasla darmiyaan
Ban ke tu rahbar, mujhko mila hai
Tu mil gaya main muqammal hua

Ek mulaqat zaroori, hai zaroori
Jeene ke liye
Haan mulaqat zaroori, hai zaroori
Zindagi ke liye

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *