Gulbadan Lyrics  | Firangi | Aanjjan Srivastav, Edward Sonnenblick, InaamUlHaq, Ishita Dutta, Jameel Rahman Khan, Kapil Sharma, Kumud Kumar Mishra, Monica Gill, Rajesh Sharma | Mamta Sharma | Jatinder Shah

Gulbadan Lyrics | Firangi | Aanjjan Srivastav, Edward Sonnenblick, InaamUlHaq, Ishita Dutta, Jameel Rahman Khan, Kapil Sharma, Kumud Kumar Mishra, Monica Gill, Rajesh Sharma | Mamta Sharma | Jatinder Shah

Husn ko parde ki
Zarurat nahi ae Ghalib
Kaun hosh mein rehta hai
Mujhe dekhne ke baad

Zamaana dekhe mujhe (x3)
Aur main apne aap mein magan magan magan

Gadar badan mein gulbadan
Gadar badan mein.. haan, haan
Gadar badan mein gulbadan
Gadar badan mein.. haan, haan
Gadar badan mein gulbadan
Gadar badan mein

Zamaana dekhe mujhe (x3)
Aur main apne aap mein magan magan magan…

Gadar badan mein gulbadan
Gadar badan mein.. haan, haan
Gadar badan mein gulbadan
Gadar badan mein

Chunoti de rahi hai
Laali meri aftab ko
Wo chand chhup gaya jo
Dekha rukh-e-mahtaab ko

Gadar mein saath leke chalun thand aur agan
Gadar badan mein gulbadan
Gadar badan mein.. haan, haan
Gadar badan mein gulbadan
Gadar badan mein..

Qayamat hoon main sar se paon tak
Qayamat hoon
Udaaye khwaab aankhon se wohi
Main chaahat hoon

Khud behkegi, behkayegi
Meri jaan mujhe marwayegi
Khud behkegi, behkayegi
Marwayegi, marwayegi

Zamaana dekhe mujhe
Zamaana dekhe mujhe
Zamaana dekhe mujhe
Aur main apne aap mein magan magan magan…

Gadar badan mein gulbadan
Gadar badan mein.. haan, haan
Gadar badan mein gulbadan
Gadar badan mein

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *