Teri Masumiyat Lyrics | Bezubaan Ishq | Altamash Faridi | Rupesh Verma

Teri masumiyat ne hamein banjara bana diya

Ho mann bhatke teri or baar baar
Ho mann bhatke teri or baar baar
Ki tune aisa kya kiya

Pata nahi tha pyaar mein itna meetha dard hota hai
Tumko leke kabhi kabhi dil bachcha banke rota hai

Teri pehli nazar hamein khud se juda kiya
Teri pehli nazar hamein khud se juda kiya
Ho mann bhatke teri or baar baar
Ho mann bhatke teri or baar baar
Ki tune aisa kya kiya
Teri masumiyat ne hamein banjara bana diya
Teri masumiyat ne hamein banjara bana diya
Teri masumiyat ne hamein banjara bana diya

Kaise sambhale nadan dil ko jo tere liye dhadak utha
Na maane main kya karu haye kaise dilaasa du jhutha

Teri pyaari si moorat ko dil mein basa liya
Teri pyaari si moorat ko dil mein basa liya
Ho mann bhatke teri or baar baar
Ho mann bhatke teri or baar baar
Ki tune aisa kya kiya
Teri masumiyat ne hamein banjara bana diya
Teri masumiyat ne hamein banjara bana diya
Teri masumiyat ne hamein banjara bana diya

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *