Chhoti Si Ek Kali Khili Thi Lyrics | Jurmana | Lata Mangeshkar | R D Burman

Chhoti Si Ek Kali Khili Thi Lyrics | Jurmana | Lata Mangeshkar | R D Burman

Chhoti si ek kali khili thi
Chhoti si ek kali khili thi
Ek din baag mein
Jyot jali thi charaagon mein
Phir kya huwa koyi jaane na
Jaane na
Chhoti si ek kali khili thi
Ek din baag mein
Jyot jali thi charaagon mein
Phir kya huwa koyi jaane na
Jaane na

Use maali ne bade pyaar se paala
Mast pawan ke jhule mein daala
Use maali ne bade pyaar se paala
Mast pawan ke jhule mein daala
Aage kahun keh na saku
Chu rahu reh na saku
Phir kya huwa koyi jaane na
Jaane na
Chhoti si ek kali khili thi baag mein

Aaya baag mein ik phul waala
Jaane usane kya jaadu daala
Aaya baag mein ik phul waala
Jaane usane kya jaadu daala
Phulwale ki jholi mein tutake gir padi kali
Phir kya huwa koyi jaane na
Jaane na
Chhoti si ek kali khili thi baag mein

Baag chhod ake kehata tha koyi
Maali ki yaad mein kali bada royi
Baag chhod ake kehata tha koyi
Maali ki yaad mein kali bada royi
Kachcha dhaaga tut gaya
Phulwaala chhut gaya
Phir kya huwa koyi jaane na
Koyi jaane na
Chhoti si ek kali khili thi
Ek din baag mein
Jyot jali thi charaagon mein
Phir kya huwa koyi jaane na
Jaane na
Jaane na

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *