Bandh Khwabon Ki Lyrics  | Dil Jo Na Keh Saka | Himansh Kohli, Priya Banerjee | Shail Hada | Pritish (Shail – Pritish), Shail (Shail – Pritish)

Bandh Khwabon Ki Lyrics | Dil Jo Na Keh Saka | Himansh Kohli, Priya Banerjee | Shail Hada | Pritish (Shail – Pritish), Shail (Shail – Pritish)

Band khwabon ki khuli aankhon mein
Ek chehra hai, kahna hai mushkil hai
Kitna tera hai, kitna mera hai…
Band khwabon ki khuli aankhon mein
Ek chehra hai..

Teri baatein hone lagi ab meri har baat mein
Umr bhar yoohin rahun main hamesha
Tere saath mein
Na ho juda aise mujhe mil
Khud se zyada mujhpe haq ab tera hai..
Band khwabon ki khuli aankhon mein..

Band khwabon ki khuli aankhon mein
Koi rahta hai…
Band khwabon ki khuli aankhon mein
Khwabon ki khuli aankhon mien..
Band khwabon ki khuli aankhon mein
Koi rahta hai…

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *