Dil Ka Paimana Ho Lyrics  | Anand Math | Prithviraj Kapoor, Geeta Bali | Rajkumari Dubey | Hemanta Kumar Mukhopadhyay

Dil Ka Paimana Ho Lyrics | Anand Math | Prithviraj Kapoor, Geeta Bali | Rajkumari Dubey | Hemanta Kumar Mukhopadhyay

Dil ka paimana ho ulfat ka hath hai
Julafo ka badal ho jhumane ki raat hai
Peene ki raat hai peene ki raat hai

Dil ka paimana ho ulfat ka hath hai
Julafo ka badal ho jhumane ki raat hai
Peene ki raat hai peene ki raat hai

Har dil nisana hai mera jamana hai
Main hu kali husn o deewana hai
Bhawara deewana deewana
Deewana deewana
Bhawara deewana deewana

Dil tujhe dhunde
O dil wale apna bana le
Apna bana le  o dil wale
Dil tujhe dhunde
O dil wale apna bana le
Apna bana le  ankhiya mila le o dil wale
Lab par tarana hai khushiya mana hai
Bhawara deewana deewana
Deewana deewana
Bhawara deewana deewana

Aa khushi me ji bahar ke pi lo
Marna hai ek din do din to ji lo
Do din to ji lo
Aa khushi mein ji bahar ke pi lo
Marna hai ek din do din to ji lo
Ab kya chhupana hai
Jeevan chhurana hai
Bhawara deewana deewana
Deewana deewana
Bhawara deewana deewana.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *