Chal Musafir Chal Yahan Lyrics  | Kabhi Dhoop Kabhi Chhaon | Dara Singh, Ameeta | Ramchandra Baryanji Dwivedi (Kavi Pradeep) | Chitragupta Shrivastava

Chal Musafir Chal Yahan Lyrics | Kabhi Dhoop Kabhi Chhaon | Dara Singh, Ameeta | Ramchandra Baryanji Dwivedi (Kavi Pradeep) | Chitragupta Shrivastava

Samaye ke hath
Ka kathputla hai
Is jag me insan
Sach mano hai
Duniya walo samaye
Bada balwan
Chal musafir chal
Yahan koi nahi hai tera
Chal hua pura teri
Takdir ka ghera
Chal musafir chal
Yahan koi nahi hai tera

Jag mein latu ki tarah
Tu khub rey ghuma
Do gali duniya me dhar
Dhar khub tu jhuma
Jag mein latu ki tarah
Tu khub rey ghuma
Do gali duniya me dhar
Dhar khub tu jhuma
Ab na karna juthi
Duniya mein fera
Chal musafir chal
Yahan koi nahi hai tera
Chal musafir chal
Yahan koi nahi hai tera

Kis liye e baware
Biti pe rota hai
Patharo ke desh mein
Aisa hi hota hai
Rey kis liye e baware
Biti pe rota hai
Patharo ke desh mein
Aisa hi hota hai
Chal tujhe dur bhagaye
Ki aandhi ne hai ghera
Chal musafir chal
Yahan koi nahi hai tera
Chal hua pura teri
Takdir ka ghera
Chal musafir chal
Yahan koi nahi hai tera
Chal musafir chal
Yahan koi nahi hai tera.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *