Hamane Aaj Se Tumhen Ye Naam De Diyaa Lyrics | Raja Saab | Mohammed Rafi, Lata Mangeshkar | Kalyanji Anandji

Hamane Aaj Se Tumhen Ye Naam De Diyaa Lyrics | Raja Saab | Mohammed Rafi, Lata Mangeshkar | Kalyanji Anandji

Hamne aaj se tumhe ye naam de diya
Jaan-e-man
Jaan-e-man
Jaan-e-man
Jaan-e-man
Hamne aaj se tumhe ye naam de diya
Is bahane pyaar ka paigaam de diya
Jaan-e-man
Jaan-e-man
Jaan-e-jaa
Jaan-e-jaa

Paigam ka kuchh jawab do
Aise ho kyo chup-chap se
Aise ho kyo chup-chaap se
Sharma rahe hai aaj ham
Kahte huye kuchh aap se
Kahte huye kuchh aap se
Hamne aankho ko zuba ka kaam de diya
Wah is bahane pyaar ka paigaam de diya
Jaan-e-man
Jaan-e-man
Jaan-e-jaa
Jaan-e-jaa

Baato hi baato me aap to
Karne lage hamse pyaar bhi
Karne lage hamse pyaar bhi
Tumne hi luti hai nind bhi
Tumne hi luta hai qarar bhi
Tumne hi luta hai qarar bhi
Aur chupke se hame ilzaam de diya
Is bahane pyaar ka paigaam de diya
Jaan-e-man
Jaan-e-man
Jaan-e-jaa
Jaan-e-jaa

Bechain tumne kar diya
Is dil ke har aramaan ko
Is dil ke har aramaan ko
Ye raat ho tum ye kaho
Is dil ki har daasta ko
Is dil ki har daasta ko
Pyaar ne bada hasi anjaam de diya
Hu
Wah
Is bahane pyaar ka paigaam de diya
Jaan-e-man
Jaan-e-man
Jaan-e-jaa
Jaan-e-jaa
Jaan-e-man
Jaan-e-man
Jaan-e-man
Jaan-e-man

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *