Main Na Kahoon Harjaee Sajan Lyrics  | Message Of Love | Anshu Sharma, Anup Jalota | Anshu Sharma | Mohammed Zahur Khayyam

Main Na Kahoon Harjaee Sajan Lyrics | Message Of Love | Anshu Sharma, Anup Jalota | Anshu Sharma | Mohammed Zahur Khayyam

Main na kahoon harjaee sajan
Duniya sari kahti hai
Main na kahoon harjaee sajan
Duniya sari kahti hai
Badnami rusbaai uljhan
Mann mein khatari rahti hai
Badnami rusbaai uljhan
Mann mein khatari rahti hai

Sanwariya teri ye bawariya
Tujh bin kaise dheer dhare
Sanwariya teri ye bawariya
Tujh bin kaise dheer dhare
Ansuan ki dhara hai jaise
Ansuan ki dhara hai jaise
Nainan nadiya bahati hai
Ansuan ki dhara hai jaise
Nainan nadiya bahati hai
Main na kahoon harjaee sajan
Duniya sari kahti hai
Badnami rusbaai uljhan
Mann mein khatari rahti hai

Har pal teri raah taku main
Har pal teri raah taku main
O pardeshi ghar aaja
Har pal teri raah taku main
O pardeshi ghar aaja
Birha ke dukh ye soonapan
Birha ke dukh ye soonapan
Teri birhan sahti hai
Birha ke dukh ye soonapan
Teri birhan sahti hai
Main na kahoon harjaee sajan
Duniya sari kahti hai
Badnami rusbaai uljhan
Mann mein khatari rahti hai

Hum jo le bhi kare thitholi
Logo mein bhi hai charcha
Hum jo le bhi kare thitholi
Logo mein bhi hai charcha
Teri sajni khoi khoi
Teri sajni khoi khoi
Tere aalan rahti hai
Teri sajni khoi khoi
Tere aalan rahti hai
Main na kahu harzaai sajan
Duniya sari kahti hai
Badnami rusbaai uljhan
Mann mein khatari rahti hai.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *