Jaaye to jaaye kahan
Jaaye to jaaye kahan
Samjhega kaun yahan
Dard bhare dil ki juban
Jaaye to jaaye kahan
Samjhega kaun yahan
Dard bhare dil ki juban
Jaaye to jaaye kahan
O jaane waale daaman chhudake
Mushkil hain jeena
Tujhko bhula ke
O jaane waale
O jaane waale daaman chhudake
Mushkil hain jeena
Tujhko bhula ke
Isse to hain
Maut aasan
Jaaye to jaaye kahan
Samjhega kaun yahan
Dard bhare dil ki juban
Jaaye to jaaye kahan
Seene mein shole
Saanso mein aahe
Is zindagi se kaise nibhaye
Seene mein shole
Seene mein shole
Saanso mein aahe
Is zindagi se kaise nibhaye
Har jajba hain veeran
Jaaye to jaaye kahan
Samjhega kaun yahan
Dard bhare dil ki juban
Jaaye to jaaye kahan

