Ajnabi khwab mein dekha tha jo
Ho tum wahi
Dil mujhe le chala
Chal pada main to wahi
Ajnabi khwab mein dekha tha jo
Ho tum wahi
Dil mujhe le chala
Chal pada main to wahi
Raat din main jaagta hu
Beete pal ko sochta hu
Har kadam ko dekhta hu main
Raat din main jaagta hu
Beete pal ko sochta hu
Har kadam ko dekhta hu main
Ajnabi khwab mein dekha tha jo
Ho tum wahi
Dil mujhe le chala
Chal pada main to wahi
Kuchh to naya ehsaas hai
Jo mera man ud raha
Roke se bhi rukta nahin
Kis or ye mud raha
Bunde giri khwahisho ki to main
Ek pal bhi na khud mein raha
Ajnabi khwab mein dekha tha jo
Ho tum wahi
Dil mujhe le chala
Chal pada main to wahi
Khushbu ghuli jazbaat mein
Jaane paheli hai kya
Baithe huye socha karu
Ye kyaa mujhe ho gaya
Jhonkha koyi ek anjaan sa
Dhadakno ko meri chhu raha
Ajnabi khwab mein dekha tha jo
Ho tum wahi
Dil mujhe le chala
Chal pada main to wahi
Raat din main jaagta hu
Beete pal ko sochta hu
Har kadam ko dekhta hu main
Raat din main jaagta hu
Beete pal ko sochta hu
Har kadam ko dekhta hu main
Ajnabi khwab mein dekha tha jo
Ho tum wahi
Dil mujhe le chala
Chal pada main to wahi

