Ishqa Lyrics  | Dishoom | John Abraham, Varun Dhawan | Abhijeet Sawant, Antara Mitra | Pritam Chakraborty

Ishqa Lyrics | Dishoom | John Abraham, Varun Dhawan | Abhijeet Sawant, Antara Mitra | Pritam Chakraborty

Ishqa ishqa..badmaash kare ishqa
Ishqa ishqa..jag se na dare ishqa
Dil ki chori hai kaam yehi iss ka
Ishqa ishqa..badmaash kare ishqa

Zyada main toh nahi kehti
Thoda sa yaar bigad ja
Honthon se kuch na karna
Aankhon se kuch bhi kar ja

Aa zyada main toh nahi kehti
Thoda sa yaar bigad ja
Honthon se kuch na karna
Aankhon se kuch bhi kar ja

Kar ja..kuch bhi kar ja..

Pal do pal ki sharafat hai
Baaki bigdi si aadat hai
Bachke rehna zara humse
Jahaan humse salamat hai

Pal do pal ki sharafat hai
Baaki bigdi si aadat hai
Bachke rehna zara humse
Jahaan humse salamat hai

Zyada main toh nahi kehti
Thoda sa yaar bigad ja
Honthon se kuch na karna
Aankhon se kuch bhi kar ja

Aa zyada main toh nahi kehti
Thoda sa yaar bigad ja
Honthon se kuch na karna
Aankhon se kuch bhi kar ja

Kar ja…aankhon se kuch bhi kar ja
Kar ja..kuch bhi kar ja
Kar ja..aankhon se kuch bhi kar ja
Kar ja..kuch bhi kar ja!.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *