Sham Suhani Ayi Khusiya Banke Pahli Bar Lyrics | Zinda Dil | Mahendra Kapoor, Shailendra Singh, Lata Mangeshkar | Laxmikant Pyarelal

Sham Suhani Ayi Khusiya Banke Pahli Bar Lyrics | Zinda Dil | Mahendra Kapoor, Shailendra Singh, Lata Mangeshkar | Laxmikant Pyarelal

Sham suhani aayi khusiya banke pahli bar
Sham suhani aayi khusiya banke pahli bar
Aaj kayi barso me payal chankegi pahli bar
Hui adhuri aasa puri tuti dur ki duri
Tuti dur ki duri
Lekar thumka nachu aaj mai tan ke pahli bar

Sham suhani ayi khusiya banke pahli bar
Aaj kayi barso me payal chankegi pahli bar
Hui adhuri asa puri tuti dur ki duri
Tuti dur ki duri
Lekar thumka nachu aj mai tan ke pahli bar

Dekho kaise khushi ke rang chhaye dupatta uda jaye
Patang ban ke umang ban ke
Dekho kaise khusi ke rang chaye dupatta uda jaye
Patang ban ke
Umang ban ke
Mai to ambar ki baho me jhulu
Sitaro ko chhulu
Kiran ban ke patang ban ke
Aaj mere sine me dhadkan mithi kare pukar
Mithi kare pukar pahli bar
Mere dil me aaja mera ban ke pahli bar
Mere dil me aaja mera ban ke pahli bar
Sham suhani ayi khusiya banke pahli bar

Khata ja pita ja bhar paimana tu
Khata ja pita ja bhar paimana tu
Apna rang jamata ja ho diwana tu
Masti me lahrata ja ban mastana tu
Apne aaj banata ja ye jamana tu
Mere jiwan ke gulsan me aayi nayi bahar
Aayi nayi bahar pahli bar
Ek foji ka beta chala hai tan ke pahli bar
Ek foji ka beta chala hai tan ke pahli bar
Sham suhani ayi khusiya banke pahli bar
Aaj kayi barso me payal chankegi pahli bar

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *