Sur Mera Lyrics | MTV Unplugged: Season 5 | Hariharan | Vasu Dixit | Swarathma

Sur mera kho gaya,
Ab main kya gaau
Sur mera kho gaya,
Ab main kya gaau
Taar tut gaya phir ye kya baje
Sur mera kho gaya

Sur mera kho gaya,
Ab main kya gaau
Taar tut gaya phir ye kya baje
Gunje wo tarana
Mere kal ka jo fasana
Jo sab hai purana
Chuppi ka wo bahana
Yado ke sire jud ke bhi
Puchte hai kya zamana hai
Aankh mein mere aansu se
Bol ye kahe hai kaha
Sur mera kho gaya,
Ab main kya gaau
Taar tut gaya phir ye kya baje
Sur mera kho gaya

Na ye hawa na fiza ke naam o nishan
Na jaane kyu sun ke bhi maane na
Sun ke ye sada main chala jab
Dhoondhta raha, sur mila tab
Maanta nahi dil bhi to
Jaanta nahi wo kehta hai
Sur mera kho gaya,
Ab main kya gaau
Taar tut gaya phir ye kya baje
Sur mera kho gaya.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *