Kal Ki Subah Lyrics  | Latifa | Siddharth Basrur | Sachin Mittra

Kal Ki Subah Lyrics | Latifa | Siddharth Basrur | Sachin Mittra

Kya se kya hua ho gaya so hona tha
Kyon kare gila zara bhi uspe
Jaane tu jaanu main
Jaane saara jahaan
Zindagi jo dete hain woh
Khushiyon se apna
Dil bhar lete hain

Kal ki subah teri wajah
Degi humein panaah kal ki subah
Kal ki subah teri wajah
Degi humein panaah kal ki subah
Kal ki subah teri wajah kal ki subah
Kal ki subah teri wajah kal ki subah

Aane se tere jeena humein aayega
Jo bina tere kabhi naa aata
Aisi bhi waisi bhi jaisi bhi ho teri
Chahate shararate hum dil mein unhe
Saari umar hi sambhalenge

Kal ki subah teri wajah
Degi humein panaah kal ki subah
Kal ki subah teri wajah
Degi humein panaah kal ki subah
Kal ki subah teri wajah kal ki subah
Kal ki subah teri wajah kal ki subah.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *