Main Baajra Nahin Khaungi Lyrics  | 1982 – A Love Marriage | Amit Kumar Sharma, Omna Harjani | Chinmay Hulyalkar, Raksha Jadhav | Anurag Sharma, Chinmay

Main Baajra Nahin Khaungi Lyrics | 1982 – A Love Marriage | Amit Kumar Sharma, Omna Harjani | Chinmay Hulyalkar, Raksha Jadhav | Anurag Sharma, Chinmay

Main baajra nahin khaungi
Mera kaala badan ho jaaye
Main baajra nahin khaungi
Mera kaala badan ho jaaye..

Achha to gori tujhe gehu mangwaadu
Achha to gori tujhe gehu mangwaadu

Main gehu bhi nahin khaungi
Mera sham-e-shareer ho jaaye
Main baajra nahin khaungi
Mera kaala badan ho jaaye..

Achha to gori tujhe
Barfi mangwaadu
Achha to gori tujhe
Barfi mangwaadu
Achha to gori tujhe
Barfi mangwaadu
Achha to gori tujhe
Barfi mangwaadu

Main barfi bhi nahin khaungi
Meri jeebh chatori ho jaaye
Main barfi bhi nahin khaungi
Meri jeebh chatori ho jaaye
Main baajra nahin khaungi
Mera kaala badan ho jaaye..

Achha to gori tujhe
Kuyein mein giraa dun
Achha to gori tujhe
Kuyein mein giraa dun
Achha to gori tujhe
Kuyein mein giraa dun
Achha to gori tujhe
Kuyein mein giraa dun

Main kuyein mein naa gir jaaungi
Mera piya veeran ho jaaye
Main kuyein mein naa gir jaaungi
Mera piya veeran ho jaaye
Main baajra nahin khaungi
Mera kaala badan ho jaaye..

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *