Kaise Jiyun Main Lyrics  | Ummeed: The Hope | Nandinii Roy, Suparna Sankaran | Suparna Sankaran | Sahil Rayyan

Kaise Jiyun Main Lyrics | Ummeed: The Hope | Nandinii Roy, Suparna Sankaran | Suparna Sankaran | Sahil Rayyan

Kaise jiyun main o beliyaan
Kaise jiyun main o beliyaan
Har pal maroon main o saathiya
Mera khayaal hain jeena mohaal hai
Jaan mein jo jaan piya re piya
Kaise jiyun main o beliyaan
Har pal maroon main o saathiya

Dil mein udaasi zehen pareshaan
Charon taraf hain aandhi tufaan
Rooh nahin toh jism hain tera
Meri duniya tujh bin mera
Maine labon ko siya re siya
Kaise jiyun main o beliyaan
Har pal maroon main o saathiya

Raat rupehli tujh bin honge
Subha sunehri tujhko puchhe
Tujh bin ghar chobare suni
Har ek aahat pe mann chauke
Khud ko arpan khud ko arpan
Tujhpe kiya piya re piya
Kaise jiyun main o beliyaan
Kaise jiyun main o beliyaan
Har pal maroon main o saathiya
Har pal maroon main o saathiya.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *