Bohut Kathin Hai Dagar Lyrics  | Lahore Ke Rang Hari Ke Sang | Hariharan | Hariharan | Wazir Afzal

Bohut Kathin Hai Dagar Lyrics | Lahore Ke Rang Hari Ke Sang | Hariharan | Hariharan | Wazir Afzal

Bohut kathin hai dagar punghat ki
Bohut kathin hai dagar punghat ki
Kaise bhar laaun mathura se matki
Bohut kathin hai dagar punghat ki
Kaise bhar laaun mathura se matki
Bohut kathin hai dagar punghat ki

Main jo gayi thi paniya bharan ko
Main jo gayi thi paniya bharan ko
Daur jhapat mori matki patki
Bohut kathin hai dagar panghat ki
Kaise bhar laaun mathura se matki
Bohut kathin hai dagar panghat ki

Nizamiddin auliya main tore bal haari
Tore bal haari nizamiddin auliya
Nizamiddin auliya main tore bal haari
Laaj rakho tum humre ghungat ki
Bohut kathin hai dagar panghat ki
Kaise bhar laaun mathura se matki
Bohut kathin hai dagar panghat ki

Main jo gayi thi paniya bharun ko
Main jo gayi thi paniya bharun ko
Daur jhapat more matki patki
Bohut kathin hai dagar panghat ki
Kaise bhar laaun mathura se matki
Bohut kathin hai dagar panghat ki.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *