Dil E Nadan Tujhe Hua Kya Hai Lyrics  | Kashmir Hamara Hai | Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya), Talat Mahmood

Dil E Nadan Tujhe Hua Kya Hai Lyrics | Kashmir Hamara Hai | Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya), Talat Mahmood

Dil e nadan tujhe hua kya hai
Akhir is dard ki dawa kya hai
Dil e nadan tujhe hua kya hai

Ham hai mushtakh aur vo bejat
Ham hai mushtakh aur vo bejat
Ya ilahi ye majra kya hai
Dil e nadan tujhe hua kya hai

Mai bhi muh me zaban rakhta hu
Mai bhi muh me zaban rakhta hu
Kash pucho ke mudda kya hai
Dil e nadan tujhe hua kya hai

Hamko unse wafa ki hai ummid
Hamko unse wafa ki hai ummid
Jo nahi jante wafa kya hai
Dil e nadan tujhe hua kya hai

Jaan tum par nisar karta hu
Jaan tum par nisar karta hu
Mai nahi janta dava kya hai
Dil e nadan tujhe hua kya hai
Akhir tere dukh ki dawa kya hai
Dil e nadan tujhe hua kya hai

Jaan tum par nisar karta hu
Jaan tum par nisar karta hu
Mai nahi janta dava kya hai
Dil e nadan tujhe hua kya hai
Akhir tere dukh ki dawa kya hai.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *