Vaada Kiya Yeh Pehli Baar Lyrics  | Teri Meri Love Stories | Lavanya Anand, Anand Shivkumaran | Pranay Rijiya

Vaada Kiya Yeh Pehli Baar Lyrics | Teri Meri Love Stories | Lavanya Anand, Anand Shivkumaran | Pranay Rijiya

Na jane hain kahan hosh gum
Har pal mein yun simte ho tum
Kya hua dil ko pehli bar
Chupke se tera itrana
Phir dheeme aa ke bas jana
Chaa raha tere ishq ka khumar
Dil ki wo bhuli daastan
Wo mohabbaton ka karwan
Na chalta jo milte na tum

Thama jo humne yeh hath
Na chutega ab tera sath
Vaada kiya yeh pehli baar
Khoya tha jo haunsla
Tere pyar mein wo pa liya
Ik arse mein pehli baar

Thama jo humne yeh hath
Na chutega ab tera sath
Vaada kiya yeh pehli baar
Khoya tha jo haunsla
Tere pyar mein wo pa liya
Ik arse mein pehli baar.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *