Nashe Me Jo Daulat Ke Lyrics  | Sitara | Amar, Pratima Devi | Lata Mangeshkar | Ghulam Mohammad

Nashe Me Jo Daulat Ke Lyrics | Sitara | Amar, Pratima Devi | Lata Mangeshkar | Ghulam Mohammad

Nashe me jo daulat
Ke hum dagmagaye
Nashe me jo daulat
Ke hum dagmagaye
Zamana ye samjha
Ke hum pi ke aaye
Hum pi ke aaye
Hum pi ke aaye

Koi sone chandi ki
Basti me khoye
Magar hum mohabbat
Ki masti me khoye
Magar hum mohabbat
Ki masti me khoye
Nazar bahaki bahaki
Kadam ladkhadaye
Zamana ye samjha
Ke hum pi ke aaye
Hum pi ke aaye
Hum pi ke aaye

Ajab rang gulshan
Ke sarkar dekhe
Jaha phul dekhe
Wahi khare dekhe
Jaha phul dekhe
Wahi khare dekhe
Kabhi rog ye
Sabhi muskuraye
Zamana ye samjha
Ke hum pi ke aaye
Hum pi ke aaye
Hum pi ke aaye.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *