Nahi Nahi Jana Nahi Abhi Nahi Lyrics | Zinda Dil | Lata Mangeshkar | Laxmikant Pyarelal

Nahi Nahi Jana Nahi Abhi Nahi Lyrics | Zinda Dil | Lata Mangeshkar | Laxmikant Pyarelal

Nahi nahi jana nahi abhi nahi jana nahi
Abhi dil ko mile sahare hai
Sahare hai tumhare hi
Abhi nahi jana nahi nahi nahi jana nahi
Aji ham bhi to pyar ke mare hai
Tumhare hai bechare hai
Nahi nahi nahi jana nahi
Abhi nahi jana nahi

Kaliyo ka pyar jhule sabanm ki jholiyo me
Kaliyo ka pyar jhule sabanm ki jholiyo me
Dulhan bani bahar hai khusbu ki doliyo me
Kitne khile najare hai
Najaro ke ye ishare hai
Nahi nahi nahi jana nahi
Abhi nahi jana nahi

Aankhe taras gayi hai ab to karar de de
Aankhe taras gayi hai ab to karar de de
Mai jindagi bana lu thoda sa pyar de de
Dil ke dard kuware hai kuware hai tumhare hai
Nahi nahi nahi jana nahi
Abhi nahi jana nahi

Soye huye nashib ko aake jaga diya hai
Soye huye nashib ko aake jaga diya hai
Fir jindgi ko tune jina sikha diya hai
Tum jite ham haare hai haare hai tumhare hai
Nahi nahi jana nahi abhi nahi jana nahi
Abhi dil ko mile sahare hai
Sahare hai tumhare hi
Nahi nahi jana nahi abhi nahi jana nahi

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *