Main Gul Hoon Kali Hoon Lyrics  | Lal Dupatta Malmal Ka | Gulshan Kumar, Kalpana Iyer | Anuradha Paudwal, Mohammed Aziz | Anand Shrivastav, Milind Shrivastav

Main Gul Hoon Kali Hoon Lyrics | Lal Dupatta Malmal Ka | Gulshan Kumar, Kalpana Iyer | Anuradha Paudwal, Mohammed Aziz | Anand Shrivastav, Milind Shrivastav

Main gul hoon kali hoon saba hoon
Nahi yeh khushbu aur hi kuchh hai
Sanam yeh khushbu aur hi kuchh hai
Main bekhud sharabi divana
Nahi yeh jadu aur hi kuchh hai
Sanam yeh jadu aur hi kuchh hai

Yeh puchho kali se yeh puchho chaman se
Kise kya mila hai tumhare badan se
Gulon ko toh shoharat mere rang se
Hai havaon ki mahak bhi mere ang se hai
Aur dilbar teraa husn o jamal
Sab meri chahat ka kamal
Ji kya kehana inayat hai navajish hai
Main chandani main shabnam main sitara
Nahi sanam tu aur hi kuchh hai

Mera hi nasha hai teri bekhudi mein
Meri aaraju hai teri deewangi mein
Meri zindagi ka shabab ek tu hai
Meri zindagi kya teri aarju hai
Par mera har andajo ada
Hai tere dam se janevafa
Jan kya kehana inayat hai navajish hai
Main majnu main farhad main ranjha
Nahi sanam tu aur hi kuchh hai
Main gul hoon.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *