Aaj Main Dekhu Jidhar Jidhar Lyrics  | Doli | Rajesh Khanna, Babita | Asha Bhosle | Ravi Shankar Sharma (Ravi)

Aaj Main Dekhu Jidhar Jidhar Lyrics | Doli | Rajesh Khanna, Babita | Asha Bhosle | Ravi Shankar Sharma (Ravi)

Aaj main dekhu jidar jidar
Ja jane kyu udhar udhar
Mujhe do do chand nazar aaye
Mahtab dar mahtab
Aaj main dekhu jidar jidar
Ja jane kyu udhar udhar
Mujhe do do chand nazar aaye
Mahtab dar mahtab

Mat ched pawan me gesu
Ab aur kisi ki hai ye kushbu
Mat ched pawan me gesu
Ab aur kisi ki hai ye kushbu
Dekha hai kabhi tune use
Jo kar gya mujhpe jadu
Aaj main dekhu jidar jidar
Ja jane kyu udhar udhar
Mujhe do do chand nazar aaye
Mahtab dar mahtab
Aaj main dekhu jidar jidar
Ja jane kyu udhar udhar
Mujhe do do chand nazar aaye
Mahtab dar mahtab

Badla badla hai jamana,
Har sath hai ek tarana
Badla badla hai jamana,
Har sath hai ek tarana
Kyu mujhko yaki aata hi nahi
Ye sach hai ya koi tarana
Aaj main dekhu jidar jidar
Ja jane kyu udhar udhar
Mujhe do do chand nazar aaye
Mahtab dar mahtab

Aankho me kategi na rate
Ab hongi kisi se bate
Aankho me kategi na rate
Ab hongi kisi se bate
Aayega koi layega koi
Rang bario barsate
Aaj main dekhu jidar jidar
Ja jane kyu udhar udhar
Mujhe do do chand nazar aaye
Mahtab dar mahtab.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *