Jigar Ke Ghaav Ko Lyrics  | Abhagin | Molina Devi, Prithviraj Kapoor | Kamala Jharia | Rai Chand Boral

Jigar Ke Ghaav Ko Lyrics | Abhagin | Molina Devi, Prithviraj Kapoor | Kamala Jharia | Rai Chand Boral

Jigar ke ghaav ko ooper ka
Marham kab mitaata hai
Jigar ke ghaav ko ooper ka
Marham kab mitaata hai
Jigar ke ghaav ko ooper ka
Marham kab mitaata hai
Wo naadaan hai lagi dil ki
Jo ashqon se bujhaata hai
Wo naadaan hai lagi dil ki
Jo ashqon se bujhaata hai

Aa aa aa aa
Magar hai phool maalik
Ab bhala lagta hai
Daali mein aa aa aa
Jo apnaaye to
Dhabba baans ka hai
Jo apnaaye to
Dhabba baans ka hai

Wohi hai neend aankhon ki
Wahi aankhon ka
Wohi hai neend aankhon ki
Wahi aankhon ka
Ke jaisa shauk hota hai
Asar waisa hi aata hai
Ke jaisa shauk hota hai
Asar waisa hi aata hai

Aa aa aa
Hain uska bolbaala aarzoo
Khush kar ke jo khush ho
Aa aa aa aa
Hain uska bolbaala aarzoo
Khush ka ke jo khush ho o o

Jo leta hai wo khota hai
Jo deta hai wo paata hai
Jo leta hai wo khota hai
Jo deta hai wo paata hai
Jigar ke ghaav ko ooper ka
Marham kab mitaata hai.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *