Ek Hame Awara Kehna Lyrics  | Once More | Ustad Ghulam Ali | Ustad Ghulam Ali

Ek Hame Awara Kehna Lyrics | Once More | Ustad Ghulam Ali | Ustad Ghulam Ali

Ek hame awara kehna
Koi bada ilzam nahi
Ek hame awara kehna
Koi bada ilzam nahi
Duniya wale dilwalo ko
Aur bahut kuchh kehte hai

Wohi mizaaj wohi chaal hai zamane ki
Wohi mizaaj wohi chaal hai zamane ki
Hame bhi ho gayi aadat fareb khane ki
Wohi mizaaj wohi chaal hai zamane ki

Main sare shehar mein
Tanha nahi hua ruswa
Main sare shehar mein
Tanha nahi hua ruswa
Main sare shehar mein
Tanha nahi hua ruswa
Saza mili hai tumhe bhi to dil lagane ki
Saza mili hai tumhe bhi to dil lagane ki

Sharab milti hai lekin hamari pyaas se kam
Sharab milti hai lekin hamari pyaas se kam
Ajib rasm hai saaki yaha pilane ki
Ajib rasm hai saaki yaha pilane ki

Nazar bacha ke tumhe dekhta hoon mehfil mein
Nazar bacha ke tumhe dekhta hoon mehfil mein
Nazar lage na kahi tum ko is diwane ki
Nazar lage na kahi tum ko is diwane ki
Hame bhi ho gayi aadat fareb khane ki
Wohi mizaaj wohi chaal hai zamane ki.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *