Kya Khub Lagtee Ho, Badee Sundar Dikhtee Ho Lyrics | Dharmatma | Mukesh, Kanchan | Kalyanji Anandji

Kya Khub Lagtee Ho, Badee Sundar Dikhtee Ho Lyrics | Dharmatma | Mukesh, Kanchan | Kalyanji Anandji

Kya khub lagti ho
Badi sundar dikhti ho
Kya khub lagti ho
Badi sundar dikhti ho
Phir se kaho kehte raho
Achchha lagta hai
Jivan ka har sapna abb sachcha lagta hai
Kya khub lagti ho
Badi sundar dikhti ho
Kya khub lagti ho
Badi sundar dikhti ho

Tarif karoge kab tak
Bolo kab tak
Mere sine me saans rahegi jab tak
Kab tak mai rahungi mann me
Ha mann me
Suraj hoga jab tak nile gagan me
Phir se kaho kehte raho
Achchha lagta hai
Jivan ka har sapna abb sachcha lagta hai
O kya khub lagti ho
Badi sundar dikhti ho
Tum pyar se pyari ho
Tum jan hamari ho

Khush ho na mujhe tum pakar
Mujhe pakar
Pyase dil ko aaj mila hai sagar
Kya dil me hai aur tamanna
Hai tamanna
Har jivan me tum meri hi bananaa
Phir se kaho kehti raho
Achchha lagta hai
Jivan ka har sapna abb sachcha lagta hai
O kya khub lagti ho
Badi sundar dikhti ho
Tum pyar se pyare ho
Tum jan hamari ho
Tum pyar se pyare ho
Tum jan hamari ho

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *