Aapne To Humko Pehchana Nahin Lyrics | Qatra Qatra | Ashok Khosla | Ashok Khosla | Kuldeep Singh

Aapne to humko pehchana nahin
Aapne to humko pehchana nahin
Itana deewana ye deewana nahin
Aapne to humko pehchana nahin
Aapne to humko pehchana nahin

Aaj ke haalat kya haalat hai
Aaj ke haalat kya haalat hai
Khud ko dekha aur pehchana nahin
Khud ko dekha aur pehchana nahin
Itana deewana ye deewana nahin
Aapne to humko pehchana nahin
Aapne to humko pehchana nahin

Unke baare mein bhala kya sochana
Unke baare mein bhala kya sochana
Jinke ghar aana nahin jaana nahin
Jinke ghar aana nahin jaana nahin
Itana deewana ye deewana nahin
Aapne to humko pehchana nahin
Aapne to humko pehchana nahin

Aaj us manzil pe aaye hain jahan
Aaj us manzil pe aaye hain jahan
Koi apna koi begana nahin
Koi apna koi begana nahin
Itana deewana ye deewana nahin
Aapne to humko pehchana nahin
Aapne to humko pehchana nahin

Manzilo ke raaste viraan sahin
Manzilo ke raaste viraan sahin
Aye dile naadan tu gabhrana nahin
Aye dile naadan tu gabhrana nahin
Itana deewana ye deewana nahin
Aapne to humko pehchana nahin
Aapne to humko pehchana nahin.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *